Dosto, mera naam Nadeem Khan hai. Main India se Dubai ek sapna lekar aaya tha aur aaj main yahan ki life aur job market ko kareeb se dekh raha hoon. Main apne is page ke zariye un logo ki madad karta hoon jo meri tarah Dubai aakar apna career banana chahte hain.